Date: Mon, 26 Feb 96 15:16:00 PST
From: Ramesh Hariharan (rameshh@tp.ac.sg)
Subject: Sajda: Mili Hawaon Mein Udne Ki ...

Hi

We are at Sajda Number 8 in the series. Enjoy!

Poet : Wasim Barelvi

1. mili hawaon mein udne ki woh saza yaaro
ke main zameen ke rishton se kat gaya yaaro

[The price that I paid for flying in the air is that
I got cut off from all the earthly relationships]

2. woh bekhayal musafir main rasta yaaro
kahan tha bas mein mere usko rokna yaaro

[He was the carefree/careless/thoughtless traveller, and I the road
Where was it in my capacity to stop him]

3. mere kalam pe zamane ki gard aisi thi
ke apne baare mein kuch bhi na likh saka yaaro

[My pen was filled with all the world's dirt, such that
I could not write anything about myself at all]

4. tamaam sheher hi jiski talaash mein ghum tha
main uske ghar ka pata kisse poochta yaaro

[The person for whom the whole city was busy searching
To whom could I ask his home address]

regards
Ramesh