Date: Sat, 27 Apr 96 10:31:00 PDT
From: Ramesh Hariharan (rameshh@tp.ac.sg)
Subject: Ghazal!

Hi folks

An old ghazal by JS-CS. Enjoy!

1. aaye haiN samjhaane log
haiN kitne deewane log

[People have come to make me understand
These people are so mad]

2. dair-o-haram meiN chain jo miltha
kyoN jaathe maikhaane log

[dair-o-haram - places for worshipping; maikhaane - drinking bar]

[If people got peace/relief in the places of worship
why would they go to the bars]

3. jaan ke sab kuch, kuch bhi na jaane
haiN kitne anjaane log

[Knowing everything, but yet not knowing anything
People are so ignorant]

4. waqt pe kaam nahiN aathe haiN
ye jaane pehchaane log

[When the need arises
People whom we know are not useful]

5. ab jab mujh ko hosh nahiN haiN
aaye haiN samjhaane log

[Now when I am not in my senses
People have come to make me understand]

regards

Ramesh